Jis jis ko sunai apne Sai ki Lila har koi bangaya mere Sai ka diwana,
Kon nahi hai mere Sai ka diwana, jaha dekho is jaha me har tarf hai mere sai ka diwana,
Jo lele mere Sai ka naam sache dil se har murad puri karde uski ,
Jo koi na ja sake mere Sai ke pass uske pas chale aate hai mere Sai dore dore..,
Har koi kahe Sai Sai naam ye naam nahi hai kisi vardan se kam jo lele mere Sai ka naam uski naiya par lagye mere Sai,
Jis jis ko sunai apne Sai ki Lila har koi bangaya mere Sai ka diwana.....